This sher I wrote way back in 30th January 2007.
yadoien ki sanso mein jee raha hun
yeh yadein dundhla gai tho, shikayat na karna
tumhari mohabbat ho gai hai ab khuda mere liye
kahin khuda ko bhool jaun tho, shikayat na karna
kabhi mehfil mein bhi, rahe door jaam se
ab hatho mein jaam aa jaye tho, shikayat na karna
tumne zindagi se ishq karna sikhaya
ab maut se pyar ho jaye tho, shikayat na karna